Mil B jatay hain to takra k guzar jatay hain...
Mil B jatay hain to takra k guzar jatay hain...mosam ki tarha log b badal jatay hain....,?
Hum abi tak giraftar-e-muhabat hain logo!,,,
Thokren kha k suna tha k log sambal jatay hain,,,,
Wo kabhi apni jafa per na howa sharminda,,,
Hum samajtay rahe pathar b piggal jatay hain,,,,
Umar bhar jin ki wafaon pe bharosa hota ha ,
Waqt k aney pe wohi Log BADAL jatey hain....
0 comments: